The night of real nightmares

Author: Skull red

Main apne karme main so raha tha mera room gŕoung floor par hai aur bhahar se andar ane wala darwaza mere kamre ke samne hai waha par do windows hai jis se sab bahar dikhta hai us rat mere kamare mai aram se roz ki tarah so raha tha tabhi bahr raat ke barah waje ek cycle ki awaz ai us main ek chota bacha roh raha tha mujhe laga koi waise hi roh raha hai aurmain soo gaya phir agli rat main dubara jaga 2 waje kyonki bahar se ek gadi ki awaj ai aur uske kisi se takrani ki awaz ai maine baha dekha toh mere papa us gadi main the hamare ghar ke samne wale khambe par thok gae tab mai apne kamre se sidha apne papa ke kamare main gaya wahan mere papa so rahe the main rene laga aur sab uth gae phir maine une sari baat batai tab ham sab bahr gae aur bahar kuch nahi tha phir main apne papa ke kamre main so gaya agli rat mai apne kamre main dobara aa gaya phir main dubara utha tab hi mere mami papa wahan par aa gae maine kaha mujhe bahar se awaz aa rahi hai tab hamne bahar ja ke dekha khidki se kibahar mere jaisa koi cycle chala raha hai aur mere papa jaesa koi gadi main akar mere jaise ko takar mar deta hai phir hum sab bahar jate hai aur koi mere sar pe danda maar deta hai phir main subhe utha hoon to mujhe pata laga ki mere mami papa wahan nahi hai main sara ghar dekh leta hoon phir main apne sare neighbur ke ghar jata hoon waha mujhe koi nahi milta main waha par timr dekhta hoon to subhe ke 11 baj rahe hote hai par tab hai main uth jata hun aur kisi jungle main pahunch jata hun mujhe nahi pata tab kya hua magar jab hmai apni watch dekhta hun to wahan par raat ke 3 bhaj rahe hote hai aur mujhpe khoon gira hota hai agar us samai main bahar na jata to shayad main bhach jata

Author: Skull red